Thursday, July 31, 2014

Jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan

jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan
meri taraf zamaane ki utthti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaa...

daaman sanam ka hath mein ayaa thaa ek pal
daaman sanam ka hath mein ayaa thaa ek pal
din raat uss hee pal se mehakti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan...

jis in se durr ho gye uss din se hee sanam
jis in se durr ho gye uss din se hee sanam
bas din tumhare aane k ginti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan...

pathar taraash kar na bnaa taj ik nyaa
fankaar ki jahan mein katt-ti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan
meri taraf zamaane ki utthti hai ungliyaan
jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan

Wednesday, July 30, 2014

Logon ke ghar mein rehta hoon

Logon ke ghar mein rehta hoon Kab apna koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon

Sabji mandi
Ha ha sabji madi baap ka ghar hai
Phul bangish pe hai mama ka
Shyam nagar mein chacha ka ghar
Chauk mein apni shyama ka

Maike or sasural ke aage
Maike or sasural ke aage
Aur bhi koi ghar hoga

Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon

Ichhao ke bhige chabuk Chupke chupke sahta hu
Duje ke ghar yu lagta hai Mauje pahne rahta hu
Nange paon aangan mein
Kab baithunga kab koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga

Logo ke ghar mein rahta hai
Kab apna koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon.

Monday, July 28, 2014

Apni aankhon ke samandar

Apni aankhon ke samandar main utar jaane de,
Apni aankhon ke samandar main utar jaane de,

Tera mujrim hu mujhe doob ke mar jaane de.....
Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!

Aey!! naye dost main samjhoonga tujhe bhi apna,
Aey!! naye dost main samjhoonga tujhe bhi apna,
Pahle maazi ka koi zakm to bhar jaane de.....

Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!
Tera mujrim hu mujhe doob ke mar jaane de.....
Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!

Aag duniya ki laagai hui bujh jaayegi,
Aag duniya ki laagai hui bujh jaayegi,
Koi aansoo mere daman pe bikhar jaane de.......

Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!

Zakm kitne teri chaahat se mile hain mujhko,
Zakm kitne teri chaahat se mile hain mujhko,
Sochta hu ki kahun tujhse,magar jaane de.......

Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!

Tera mujrim hu mujhe doob ke mar jaane de.....
Apni aankhon ke samandar main utar jaane de!!..

Karoge yaad to har baat

karoge yaad to, har baat yaad aayegee 
gujarate wakt kee, har mauj thhahar jaayegee 

ye chaaand beete jamaano kaa aainaa hogaa
bhatakate abr men cheharaa koi banaa hogaa
udaas raah koi daastaaan sunaaegee 

barasataa bheegataa mausam dhuwaa dhuwaa hogaa
pighalatee shammo pe dil kaa mere gumaa hogaa
hatheliyon kee hinaa, yaad kuchh dilaayegee 

galee ke mod pe, soonaa saa koi darawaajaa
tarasatee aaankhon se, raastaa kisee kaa dekhegaa
nigaah door talak, jaa ke laut aayegee

Meraa kuchh saamaan

Meraa kuchh saamaan tumhaare paas padaa hain
Saawan ke kuchh bhige bhige din rakhe hain aaur

Mere yek khat mein lipati raat padi hain wo raat Buzaa do,
meraa wo saamaan lautaa do patazad Hain kuchh, hain naa

Patazad mein kuchh patton ke girane ki aahat
Kaanon mein yek baar pahan ke lautaayi thi

Patazad ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hain
wo Shaakh giraa do, meraa wo saamaan lautaa do

yek Akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bhig rahe the
Aadhe sukhe aadhe gile, sukhaa to main le aai thi

Gilaa man shaayad, bistar ke paas padaa ho
wo Bhijawaa do, meraa wo saamaan lautaa do

yek so solah chaand ki raate, yek tumhaare kaandhi kaa til
Gili mehandi ki khushaboo, joothh moothh ke Shikawe kuchh
jooth moothh ke waade bhi, sab Yaad karaa do sab bhijawaa do,
meraa wo saamaan Lautaa do
yek ijaajat de do bas jab is ko Dafanaaoongi
main bhi wahi so jaaoongi

Wednesday, July 23, 2014

Ab main raton ki qataron mein

Ab main raton ki qataron mein nazar aata hoon
Ab main ration ki qataron mein nazar aata hoon
Apne kheton se bichhad ne ki saza paata hoon
Ab main raton ki qataron mein nazar aata hoon

Itnee menhgaayee ke bazaar se kuch laata hoon
Itnee menhgaayee ke bazaar se kuch laata hoon
Apne bachchon mein usse baant ke sharmaata hoon
Ab main raton ki qataron mein nazar aata hoon

Apnee neendo ki lahoo pochne ki koshish mein
Apnee neendo ki lahoo pochne ki koshish mein
Jaagte jaagte, thak jaata hoon so jaata hoon
Ab main raton ki qataron mein nazar aata hoon

Koi chaadar samajh ke kheench na le fir se khaleel
Koi chaadar samajh ke kheench na le fir se khaleel
Main qafan odh kar foot-paath pe so jaata hoon
Ab main raton ki qataron mein nazar aata hoon.

है लौ जिन्दगी

है लौ जिन्दगी, जिन्दगी नूर है
मगर इसमें जलने का दस्तूर है। है लौ ज़िंदगी
 
रवायत ये है के जिन्दगी गहना है,
ये हीरा है और इसे चाटते रहना है।
के लम्हों में मरने का दस्तूर है॥ है लौ ज़िंदगी

 
अधूरे से रिश्तों में पलते रहो,
अधूरी सी साँसों से चलते रहो।
यूँही जीने जाने का दस्तूर है॥ है लौ ज़िंदगी
 
by Gulzar, Hello Jindagi, Serial